Find the best bewafa Shayari in Hindi for girlfriend and very sad Shayari in Hindi for girlfriend. we have a nice collection on bewafa Shayari in Hindi for girlfriend 140 words and sad Shayari in Hindi for girlfriend 120 words. If you like bewafa Shayari in Hindi for girlfriend 120 words and Sad Shayari in Hindi font for girlfriend then share sad Shayari in Hindi for girlfriend facebook, WhatsApp, helo app and other social media. www.meridileshayari.in
Bewafa Shayari in Hindi for Girlfriend
Bewafa Shayari in Hindi for Girlfriend |
Wafa Karne Se Mukar Gaya Hai Dil,Ab Pyar Karne Se Dar Gaya Hai Dil,Ab Kisi Sahare Ki Baat Mat Karna,Jhoothe Dilason Se Bhar Gaya Hai Ab Yeh Dil.
वफ़ा करने से मुकर गया है दिल,अब प्यार करने से डर गया है दिल,अब किसी सहारे की बात मत करना,झूठे दिलासों से भर गया है अब यह दिल।
Har Pal Kuchh Sochte Rahne Ki Adat Ho Gayi Hai,Har Ahat Par Chuk Jaane Ki Ahat Ho Gayi Hai,Tere Ishq Me Ai Bewafa, Hijr Ki Raaton Ke Sang,Humko Bhi Jagte Rahne Ki Adat Ho Gayi Hai.
हर पल कुछ सोचते रहने की आदत हो गयी है,हर आहट पे चौंक जाने की आदत हो गयी है,तेरे इश्क़ में ऐ बेवफा, हिज्र की रातों के संग,हमको भी जागते रहने की आदत हो गयी है।
Har Dhadkan Me Ek Raaz Hota Hai,Baat Ko Batane Ka Bhi Ek Andaaz Hota Hai,Jab Tak Na Lage Thhokar Bewafai Ki,Har Kisi Ko Apne Pyar Par Naaj Hota Hai.
हर धड़कन में एक राज़ होता है,बात को बताने का भी एक अंदाज़ होता है,जब तक ना लगे ठोकर बेवाफ़ाई की,हर किसी को अपने प्यार पर नाज़ होता है।
Kabhi Gham To Kabhi Tanhai Maar Gayi,Kabhi Yaad Aa Kar Unnki Judai Maar Gayi,Bahut Toot Kar Chaha Jisko Humne,Akhir Me Unki Hi Bewafai Maar Gayi.
कभी ग़म तो कभी तन्हाई मार गयी,कभी याद आ कर उनकी जुदाई मार गयी.बहुत टूट कर चाहा जिसको हमने,आखिर में उनकी ही बेवफाई मार गयी।
Kisi Ka Rooth Jana Aur Achanak Bewafa Hona,Mohabbat Me Yehi Lamha Qayamat Ki Nishani Hai.
किसी का रूठ जाना और अचानक बेवफा होना,मोहब्बत में यही लम्हा कयामत की निशानी है।
Aisa Nahi Ki Aap Hume Yaad Nahi Aate,Mana Ki Jahan Ke Sab Rishte Nibhaye Nahi Jate,Par Jo Bas Jate Hain Dil Me Wo Bhulaye Nahin Jate,Bewafaon Se Har Tarah Ke Rishte Nibhaye Nahi Jate.
ऐसा नहीं कि आप हमें याद नहीं आते,माना कि जहाँ के सब रिश्ते निभाये नहीं जाते,पर जो बस जाते हैं दिल में वो भुलाए नहीं जाते,बेवफाओं से हर तरह के रिश्ते निभाये नहीं जाते।
Ab Dekhiye To Kis Ki Jaan Jaati Hai,Maine Uski Aur Usne Meri Qasam Khayi Hai.
अब देखिये तो किस की जान जाती है,मैंने उसकी और उसने मेरी कसम खायी है।
Uske Chehre Par Is Kadar Noor Tha,Ki Uski Yaad Me Rona Bhi Manjoor Tha,Bewafa Bhi Nahi Kah Sakte Usko 'Faraz',Pyar To Humne Kiya Hai Wo To Bekasoor Tha.
उसके चेहरे पर इस कदर नूर था,कि उसकी याद में रोना भी मंज़ूर था,बेवफ़ा भी नहीं कह सकते उसको 'फराज़',प्यार तो हमने किया है वो तो बेक़सूर था।
Tune Jo Mita Dala Tha Mujhko Bewafa,Meri Paak Mohabbat Ki Ek Taseer Abhi Baaki Hai.
तुने जो मिटा डाला था मुझको बेवफा,मेरी पाक मुहब्बत की एक तासीर अभी बाकी है।
Humne Apni Sanson Par Unka Naam Likh Liya,Nahi Jante The Ki Humne Kuch Galat Kiya,Wo Pyar Ka Wada Karke Humse Mukar Gaye,Khair Unki Bewafai Se Humne Kuch To Sabak Liya,
हमनें अपनी साँसों पर उनका नाम लिख लिया,नहीं जानते थे कि हमनें कुछ गलत किया,वो प्यार का वादा करके हमसे मुकर गए,ख़ैर उनकी बेवाफाई से हमनें कुछ तो सबक लिया।
Kar Diya Kurbaan Khud Ko Humne Wafa Ke Naam Par,Chhod Gaye Wo Humko Akela Majbooryon Ke Naam Par.
कर दिया कुर्बान खुद को हमने वफ़ा के नाम पर,छोड़ गए वो हमको अकेला मजबूरियों के नाम पर।
Uski Bewafai Pe Bhi Fida Hoti Hai Jaan Apni,Agar Uss Me Wafa Hoti To Kya Hota Khuda Jane.
उसकी बेवफाई पे भी फ़िदा होती है जान अपनी,अगर उसमे वफ़ा होती तो क्या होता खुदा जाने।
Chalo Itna To Nikla Kaam Baham Aashnai Se,Wafa Se Hum Ho Gaye Ashna Aur Tum Bewafai Se.
चलो इतना तो निकला काम बहम आशनाई से,वफ़ा से हम हो गए आशना और तुम बेवफाई से।
Kisi Bewafa Ki Khatir Ye Junun 'Faraz' Kab Tak,Jo Tumhen Bhula Chuka Hai Use Tum Bhi Bhool Jao.
किसी बेवफ़ा की ख़ातिर ये जुनूँ 'फ़राज़' कब तक,जो तुम्हें भुला चुका है उसे तुम भी भूल जाओ।
Ab Mayoos Kyun Ho Uss Ki Bewafai Pe Faraz,Tum Khud Hi To Kehte The Ki Wo Sabse Juda Hai.
अब मायूस क्यों हो उस कि बेवफाई पे फ़राज़,तुम खुद ही तो कहते थे कि वो सबसे जुदा है।
source https://www.meridileshayari.in/2020/01/bewafa-shayari-in-hindi-for-girlfriend.html
No comments:
Post a Comment