Get the best jazbaat shayari image and jazbaat shayari in hindi images. we have have a good collection of jazbaat shayari in 2 lines and jazbaat shayari facebook. Hope you will like jazbaat shayari hindi and jazbaat shayari urdu. If you like please share jazbaat shayari in 2 lines urdu on social media with your friends on whatsapp.
Jazbaat Shayari Image |
बस दिल के जज़्बातों को लफ़्ज़ों में बयान कर दो,जो छुपे हुए है राज़ उन्हें बयान कर दो.
Buss Dil Ke Jazbaato Ko Lafazo Mai Bayan Kar Do,Jo Chuppe Huye Hai Raaj Unhe Bayan Kar Do,
कुछ उम्दा किस्म के जज़्बात हैं हमारे,कभी दिल से समझने की तकलुफ़्फ़् तो कीजिए।
Kuch Umda Kism Ke Jazbaat Hain Humare,Kabhi Dil Se Samajhne Ki Takalluf To Kijiye.New Jazbaat Shayari in Hindi
दिखावे की मोहब्बत तो जमाने को हैं हमसे,परये दिल तो वहाँ बिकेगा जहाँ ज़ज्बातो की कदर होगी।
Dikhabe Ki Mohabbat To Jamane Ko Hai Hamse,ParYe Dil To Bahan Bikega Jahan Jazbaton Ki Kadar Hogi.
दिल -ए -ज़ज़्बात किसी पर, ज़ाहिर मत कर,अपने आपको इश्क़ में, इतना माहिर मत कर।
Dil-E-Jazbaat Kisi Par Jahir Mat Kar,Apne Aapko Ishq Me, Itna Mahir Mat Kar.Jazbaat Shayari Image hindi
दिल से मिले दिल तो सजा देते है लोग,प्यार के जजबातो को डुबा देते है लोग,दो इंसानों को मिलते कैसे देख सकते है लोग,जब साथ बैठे दो परिन्दो को भी उड़ा देते है लोग।
Dil Se Mile Dil To Saja Dete Hain Log,Pyar Ke Jazbaton Ko Duba Dete Hain Log,Do Insano Ko Milte Kaise Dekh Sakte Hain Log,Jab Sath Baithe Do Parindon Ko Bhi Uda Dete Hain Log.
इतना आसान नही जीवन का किरदार निभा पाना,इंसान को बिखरना पड़ता है रिश्तो को समेटने के लिए।बात तो सिर्फ जज़्बातों की है वरना,मोहब्बत तो सात फेरों के बाद भी नहीं होती।
Itna Aasan Nahin Jeevan Ka Kirdar Nibha Pana,Insaan Ko Bikharna Padta Hai Risto Ko Sametne Ke Liye,Baat Sirf Jazbaton Ki Hai Varna,Mohabbat To Saat Fhero Ke Baad Bhi Nahin Hoti.Jazbaat Shayari in 2 Lines pic
कई बार हम जज्बातों में आके कुछ कह तो देते है,पर फिर ख्याल आता है ना कहते तो अच्छा था।
Kai Bar Ham Jajbaton Me Aa Ke Kuch Kah To Dete Hain,Par Fir Khayal Aata Hai Na Kahte To Accha Tha.
मेरे जज़्बात से वाकिफ है मेरा क़लम फ़राज़,मैं प्यार लिखूं तो तेरा नाम लिख जाता है।
Mere Jazbaat Se Waqif Hai Mera Qalam Faraz,Main Pyaar Likhoon To Tera Naam Likh Jata Hai.Jazbaat Shayari in Hindi photo
हर जज्बात को जुबान नहीं मिलती,हर आरजू को दुआ नहीं मिलती,मुस्कान बनाये रखो तो साथ है दुनिया,वर्ना आंसुओ को भी आंखो मे भी पनाह नहीं मिलती
Har Jazbaat Ko Jubaan Nahi Milti,Har Aarzoo Ko Duaa Nahi Milti,Muskaan Anaye Rakho To Sath Hai Duniya,Warna Aansuon Ko Bhi Aankhon Me Bhi Panah Nahi Milti.
वो समझें या ना समझें मेरे जज्बात को,मुझे तो मानना पड़ेगा उनकी हर बात को,हम तो चले जायेंगे इस दुनिया से,मगर आंसू बहायेंगे वो हर रात को।
Wo Samjhen Ya Na Samjhen Mere Jazbaat Ko,Mujhe To Manna Padega Unki Har Baat Ko,Ham To Chale Jayenge Is Duniya Se,Magar Aansu Bahayenge Wo Har Raat Ko.Jazbaat Ki Shayari urdu
अल्फ़ाज़ की शकल में एह्सास लिखा जाता है,यहां पर पानी को भी प्यास लिखा जाता है,रे जज़्बात से वाकिफ है मेरी कलम भी,प्यार लिखूं तो तेरा नाम लिखा जाता है।
Alfaz Ki Shaqal Me Ehsaas Likha Jata Hai,Yeha Par Paani Ko Bhi Pyas Likha Jata Hai,Mere Jazbat Se Waqif Hai Meri Kalam Bhi,Pyar Likhun To Tera Naam Likha Jata Hai.
पत्थर की दुनिया जज़्बात नहीं समझती,दिल में क्या है वो बात नहीं समझती,तनहा तो चाँद भी सितारों के भीच में है,पर चाँद का दर्द वो रात नहीं समझती।
Patthar Ki Duniya Jazbaat Nahi Samjhati,Dil Me Kya Hai Wo Baat Nahi Samajhati,Tanha To Chaand Bhi Sitaaron Ke Bheech Me Hai,Par Chaand Ka Dard Wo Raat Nahi Samjhati.Shayari On Jazbaat
झुकी हुई पलकों से जिनका दीदार किया,सब कुछ भुला के जिनका इंतज़ार किया,वो जान ही न पाये जज़्बात मेरे,जिन्हें दुनिया से बढ़कर मैंने प्यार किया।
Jhuki Huyi Palkon Se Jinka Deedar Kiya,Sab Kuchh Bhula Ke Jinka Intezar Kiya,Wo Jaan Hi Na Paaye Jazbat Mere,Jinhein Duniya Se Barhkar Maine Pyar Kiya.www.meridileshayari.in
Mere Jazbaat Shayari,Jazbaat Shayari in Hindi,Jazbaat Shayari ,Jazbaat Ki Shayari,Shayari On Jazbaat ,jazbaat shayari in hindi images,jazbaat shayari image,mere jazbaat quotes in hindi,jazbaat shayari in english,jazbaat shayari in 2 lines,pyar ke jazbaat shayari,jazbaat shayari rekhta,jazbaat se khelna shayari
source https://www.meridileshayari.in/2017/05/bs-dil-ke-jazbaton-ko-meri-shayari.html
No comments:
Post a Comment