Rahat Indori Shayari Hindi:- Get the best Indori Shayari on our website www.meridileshayari.in . we have a nice collection on rahat indori poetry and Rahat indoor sher. we always updated Rahat indoori ki Shayari and rahat indori shayari status. Hope you will like rahat indori shayari on politics in hindi and rahat indori love shayari in hindi. For more upcoming dr rahat indori shayari and rahat indori sad shayari subscribe our website with email and share our rahat indori shayari in hindi collection and rahat indori sher in hindi on social media
Haath Khali Hain Tere Shahar Se Jate Jate,Jaan Hoti Toh Meri Jaan Lutate Jate,Ab Toh Har Haath Ka Patthar Humein Pehchanta Hai,Umr Gujri Hai Tere Shahar Mein Aate Jate.
हाथ ख़ाली हैं तेरे शहर से जाते जाते,जान होती तो मेरी जान लुटाते जाते,अब तो हर हाथ का पत्थर हमें पहचानता है,उम्र गुज़री है तेरे शहर में आते जाते।
Roj Taaron Ki Numaaish Mein Khalal Padta Hai,Chand Pagal Hai Andhere Mein Nikal Padta Hai,Roj Patthar Ki Himayat Mein Ghazal Likhte Hain,Roj Sheeshon Se Koi Kaam Nikal Padta Hai.
रोज़ तारों को नुमाइश में ख़लल पड़ता है,चाँद पागल है अँधेरे में निकल पड़ता है,रोज़ पत्थर की हिमायत में ग़ज़ल लिखते हैं,रोज़ शीशों से कोई काम निकल
Aankhon Mein Pani Rakho Hontho Pe Chingari Rakho,Zinda Rahna Hai Toh Tarkeebein Bahut Saari Rakho,Ek Hi Nadi Ke Hain Yeh Do Kinare Dosto,Dostana Zindagi Se Maut Se Yaari Rakho.
आँख में पानी रखो होंटों पे चिंगारी रखो,ज़िंदा रहना है तो तरकीबें बहुत सारी रखो,एक ही नदी के हैं ये दो किनारे दोस्तो,दोस्ताना ज़िंदगी से मौत से यारी रखो।पड़ता है।
Ab Na Main Hun, Na Baaki Hai Zamane Mere,Fir Bhi MashHoor Hain Shaharon Mein Fasane Mere,Zindagi Hai Toh Naye Zakhm Bhi Lag Jayenge,Ab Bhi Baaki Hain Kayi Dost Puraane Mere.
अब ना मैं हूँ, ना बाकी हैं ज़माने मेरे,फिर भी मशहूर हैं शहरों में फ़साने मेरे,ज़िन्दगी है तो नए ज़ख्म भी लग जाएंगे,अब भी बाकी हैं कई दोस्त पुराने मेरे।
Loo Bhi Chalti Thi Toh Baad-e-Shaba Kehte The,Paanv Failaye Andheron Ko Diya Kehte The,Unka Anjaam Tujhe Yaad Nahi Hai Shayad,Aur Bhi Log The Jo Khud Ko Khuda Kehte The.
लू भी चलती थी तो बादे-शबा कहते थे,पांव फैलाये अंधेरो को दिया कहते थे,उनका अंजाम तुझे याद नही है शायद,और भी लोग थे जो खुद को खुदा कहते थे।
rahat indori romantic shayari in hindi
Ajeeb Log Hain Meri Talash Mein Mujhko,Wahan Par Dhoondh Rahe Hain Jahan Nahi Hun Main,Main Aayino Se Toh Mayoos Laut Aaya Hun,Magar Kisi Ne Bataya Bahut Haseen Hun Main.
अजीब लोग हैं मेरी तलाश में मुझको,वहाँ पर ढूंढ रहे हैं जहाँ नहीं हूँ मैं,मैं आईनों से तो मायूस लौट आया था,मगर किसी ने बताया बहुत हसीं हूँ मैं।
Use Ab Ke Wafaon Se Gujar Jaane Ki Jaldi Thi,Magar Iss Baar Mujhko Apne Ghar Jaane Ki Jaldi Thi,Main Aakhir Kaun Sa Mausam Tumhare Naam Kar Deta,Yehan Har Ek Mausam Ko Gujar Jaane Ki Jaldi Thi.
उसे अब के वफ़ाओं से गुजर जाने की जल्दी थी,मगर इस बार मुझ को अपने घर जाने की जल्दी थी,मैं आखिर कौन सा मौसम तुम्हारे नाम कर देता,यहाँ हर एक मौसम को गुजर जाने की जल्दी थी।
rahat shayari
Haath Khali Hain Tere Shehar Se Jaate-Jaate,Jaan Hoti Toh Meri Jaan Lutate Jaate,Ab Toh Har Haath Ka Pathar Humein Pehchanta Hai,Umar Gujri Hai Tere Shehar Mein Aate Jaate.
हाथ खाली हैं तेरे शहर से जाते-जाते,जान होती तो मेरी जान लुटाते जाते,अब तो हर हाथ का पत्थर हमें पहचानता है,उम्र गुजरी है तेरे शहर में आते जाते।
Bahut Guroor Hai Dariya Ko Apne Hone Par,Jo Meri Pyaas Se Uljhe Toh Dhajjiyan Ud Jayein.
बहुत गुरूर है दरिया को अपने होने पर,जो मेरी प्यास से उलझे तो धज्जियाँ उड़ जाएँ।
Aate Jate Hain Kayi Rang Mere Chehre Par,Log Lete Hain Mazaa Zikr Tumhara Kar Ke.
आते जाते हैं कई रंग मेरे चेहरे पर,लोग लेते हैं मजा ज़िक्र तुम्हारा कर के।
rahat indori best shayari
Teri Har Baat Mohabbat Mein Ganwara Karke,Dil Ke Bajaar Mein Baithe Hain Khasaara Karke,Main Woh Dariya Hun Ke Har Boond Bhanwar Hai Jiski,Tumne Achha Hi Kiya Hai Mujhse Kinaara Karke.
तेरी हर बात मोहब्बत में गँवारा करके,दिल के बाज़ार में बैठे हैं खसारा करके,मैं वो दरिया हूँ कि हर बूंद भंवर है जिसकी,तुमने अच्छा ही किया मुझसे किनारा करके।
Maine Apni Khushk Aankhon Se Lahoo Chalka Diya,Ik Samandar Keh Raha Tha Mujhko Paani Chahiye.
मैंने अपनी खुश्क आँखों से लहू छलका दिया,इक समंदर कह रहा था मुझको पानी चाहिए।
rahat indori love shayari
Chehron Ke Liye Aayine Kurbaan Kiye Hain,Iss Shauk Mein Apne Bade Nuksaan Kiye Hain,Mehfil Mein Mujhe Gaaliyan Dekar Hai Bahut Khush,Jis Shakhs Par Maine Bade Ehsaan Kiye Hain.
चेहरों के लिए आईने कुर्बान किये हैं,इस शौक में अपने बड़े नुकसान किये हैं,महफ़िल में मुझे गालियाँ देकर है बहुत खुश,जिस शख्स पर मैंने बड़े एहसान किये है।
Ajnabi Khwahishein Seene Mein Daba Bhi Na Sakun,Aise Ziddi Hain Parinde Ke Uda Bhi Na Sakun,Foonk Dalunga Kisi Roj Main Dil Ki Duniya,Yeh Tera Khat To Nahi Ke Jala Bhi Na Sakun.
अजनबी ख़्वाहिशें सीने में दबा भी न सकूँ,ऐसे ज़िद्दी हैं परिंदे कि उड़ा भी न सकूँ,फूँक डालूँगा किसी रोज़ मैं दिल की दुनिया,ये तेरा ख़त तो नहीं है कि जला भी न सकूँ।
rahat indori shayari in urdu, rahat indori shayari hindi, best of rahat indori, rahat indori hindi shayari, best of rahat indori.
source https://www.meridileshayari.in/2020/01/rahat-indori-shayari-hindi.html
No comments:
Post a Comment