Find the best chehra Shayari in Hindi and masoom chehra Shayari in Hindi on our site
meridileshayari.in. We have a nice collection of Shayari on chehra in Hindi and tera chehra Shayari in Hindi. If you like our Shayari on chehra chupana Shayari in Hindi and chehra Shayari in Hindi font. Please, share chehra Shayari in Hindi with an image on social media and WhatsApp.
Chehra Shayari in Hindi
Chehra Shayari in Hindi |
हस्ते चेहरे अक्सर दर्द में लिपटे होते हे.नज़र सिर्फ उनहे आते हे जो उनके हिस्से होते है.
Kitne chehre hain is duniya meMagar humko ek chehra hi nazar aata hai,Duniya ko hum kya dekhe,Uski yadon me saara waqt guazar jaata hai.
कितने चेहरे हैं इस दुनिया में,मगर हमको एक चेहरा ही नज़र आता है,दुनिया को हम क्यों देखें,उसकी याद में सारा वक़्त गुज़र जाता है।
Chaand Sa Yeh Chehra Dekhne Ke Izazat De Do,Mujhe Ye Shaam Sajane Ki Izazat De Do,Mujhe Qaid Kar Lo Apne Ishq Mein Ya Fir,Mujhe Ishq Karne Ki Izazat De Do.
Khayal me aata hai jab us ka Chehra,To labon pe aksar faryaad aati hai,Hum bhool jate hai us k sare sitam,Jab us ki thori si mohabbat yaad aati hai.
Aankho me teri hain mera ha Chehra,Chaahe too ye maane ya na maane,Teri mohabbat pe hai mera pehra,Chaahe too ye maane ya na maane,Tere liye main jate huye lamho ko mod lu,Tere dhadkano ko chhu lu teraa jism odh lu.
Madhhosh hum hardam raha karte hain,Aur ilzaam sharaab ko diya karte hain,Kasoor sharaab ka nahi unka hai yaron,Jinka Chehra hum har jaam mein talaash kiya karte hain.
Na Jaane Kaise,Dard E Dil Chhupa Lete Hain Log,Na Jaane Kaise,Gham Mein Bhi Muskura Lete Hain Log,Meri Zindagi Toh Ek Khuli Kitab Hai,Na Jaane Kaise,Chehre Par Chehra Chadha Lete Hain Log.
मेरी यादें मेरा चेहरा मेरी बातें रुलायेंगी,हिज़्र के दौर में गुज़री मुलाकातें रुलायेंगी,दिनों को तो चलो तुम काट भी लोगे फसानों मे,जहाँ तन्हा मिलोगे तुम तुम्हे रातें रुलायेंगी|
Dost tu hai mera sabse nyara,Tujhe mubarak ho tera janmdin yaara,Mere bhi na nazar lage tujhe,Kabhi udaas na ho tere yeh chehra jo bada hai pyara..
Aankh kholu toh Chehra meri maa ka ho,Aankh band ho to sapna meri maa ka ho,Main marr bhi jau toh koyi gum nahi lekin,Par Kaffan mile to dupatta meri maa ka ho.
Nikalo Apna Chaand sa Chehra..Agosh-e-Bistar se..Subha Taras Rahi HaiTera Deedar..Karne Ko!
Jabse Dekha Hai Najron Ne Aapko,Inko Aur Kuchh Bhi Najar Nahi Aata,Na Jaane Kaisa Kiya Hai Jaadu Aapne,Koi Aur Chehra Isko Nahi Bhata.
Raat hogi to chand duhai dega,Khawabon mein aapko woh chehra dikhai dega,Ye mohabbat hai zara sochke karna,Ek aansoo bhi gira to sunai dega.
रात होगी तो चाँद दुहाई देगा,ख्वाबों में आपको वह चेहरा दिखाई देगा,ये मोहब्बत है, ज़रा सोचकर करना,एक आंसू भी गिरा तो सुनाई देगा!
Tera Chehra Jab Samne Aaya,Mera Dil Dekh Tumko Muskuraya,Shukr Karta Hu Ma Us Khuda Ka,Jisne Mujhe Tujhse Milaya.
Toot kar reh gaya hai rishta apna,Ek muddat hoi dekha nahi Chehra apna.
source https://www.meridileshayari.in/2017/05/hste-chehre-aksr-meri-shayari.html
No comments:
Post a Comment